Altaf Raja Faasla To Hai Скачать

Altaf Raja Faasla To Hai

Altaf Raja

Faasla To Hai

73 прослушивания
07:01
Все треки Altaf Raja Текст песни
Создайте песню с именемНейросеть напишет и споёт за 2 минуты · от 11 ₽Создать
Слушать
Скачать песню

Текст песни «Faasla To Hai»

Altaf Raja

Faasila to hain magar
Koi faasila nahin
Faasila to hain magar
Koi faasila nahin
Mujhse tum juda sahi
Dil se to juda nahin
Faasila to hain magar
Koi faasila nahin

Aasmaan ki fiqr kya
Aasmaan khafaa sahee
Aasmaan ki fiqr kya
Aasmaan khafaa sahee
Aap ye bataaye'e
Aap to khafa nahin
Faasila to hain magar
Koi faasila nahin

Kashtiyaan nahin to kya
Hausle to paas hain
Kashtiyaan nahin to kya
Hausle to paas hain
Keh do na-khudaaon se
Tum koi khuda nahin
Faasila to hain magar
Koi faasila nahin

Lijiye bula liya
Aapko khayaalon mein
Lijiye bula liya
Aapko khayaalon mein
Ab to dekhiye hamen
Koi dekhta nahin
Faasila to hain magar
Koi faasila nahin

Aaeeye charaag-e-dil
Aaj hi jalaayen hum
Aaeeye charaag-e-dil
Aaj hi jalaayen hum
Kaisi kal hawa chali
Koi jaanta nahin
Faasila to hain magar
Koi faasila nahin.

На странице доступен трек Faasla To Hai от Altaf Raja (07:01). Слушайте онлайн или загрузите в mp3 в один клик бесплатно на свое устройство — выше есть текст песни.

Другие песни Altaf Raja

Все 30 треков

Свежее на Muzfrog

Все новинки →