Kabhi na tha main aisa
Paani paani jaisa rehta
Teri aankhon se jo behta behta na
Pareshaniyaan utarti
Par saari meri galti
Teri baahon mein jo rehta rehta na
Par jab jab thaamti thi haath haath
Meri aankhon mein thi kuch baat baat
Pheeki hui meri nazar
Hai tera asar
Tune mujhe kiya majboor
Majboor
Ki teri hi wafah pe main gira
Tujhmein jo main ghuma Fira
Majboor
Kya hai tujhe pata
Kya hai tujhe khabar
Jaise chaahe tu vaise yaad kar
Kaise khudko yun roka
Itna hai Maine socha
Kaise tujhse yeh seedha keh paana
Par jab jab thaamti thi haath haath
Meri aankhon mein thi kuch baat baat
Pheeki hui meri nazar
Hai tera asar
Tune mujhe kiya majboor
Majboor
Ki teri hi wafah pe main gira
Tujhmein jo main ghuma Fira
Majboor
Aur jab jab thaamti thi haath haath
Meri aankhon mein thi kuch baat baat
Pheeki hui meri nazar
Hai tera asar
Tune mujhe kiya majboor
Majboor
Ki teri hi wafah pe main gira
Tujhmein jo main ghuma Fira
Majboor, Majboor, Majboor
(Oh-ho)
(Tune mujhe kiya, tune mujhe kiya)
(Oh-ho)
(Tune mujhe kiya, tune mujhe kiya)
(Majboor)